Maqtool
ShahRoz Sidiqi
Maqtool is tale of horrors, deception and broken promises that Kashmiris have faced over the years.
-
Maqtool ShahRoz Sidiqi
Maqtool
روز دل کے بادل گرجتے ہیں
Roz Dil Ke Baadal Garajte Hai
The Heart is filled with excruciating painروز جنازوں کی بارش ہوتی ہے
Roz Janazon Ki Baarish Hoti Hai
Myriad of bodies cremated insidiouslyاس بارش میں بھیگنے والے مسافر
Iss Baarish Mein Bheegne Waale Musafir
Lost wanderers from this delugeاک چھت کی تلاش میں ڈوب رہے ہیں
Ik Chhat Ki Talash Mein Doob Rahe Hain
Are immersed in a search of Salvationبےدردی کے عالم میں کوئ سرابِسکوں بھی نہین
Be-Dardi Ke Aalam Mein Koi Saraab e Sukoon Bhi Nahin
In the state of Numbness, the illusion of comfort is lostیہ مقدر کا تقا ضہ ہے
Ye Muqaddar Ka Taqaza Hai
Is it what the destiny demands?کہیں ماضی کا کھیل تو نہیں
Kahin Maazi Ka Khel Tou Nahin
or, Is it a Conspiracy of the past?ماضی کا کھیل ہے سارا یہ
Maazi Ka Khel Hai Saara Yeh
It is the Conspiracy of the pastہوا حال جو ہمارا ہے
Hua Haal Jo Hamara Hai
Is our present predicamentدکھتا جنت کا نظارہ سا
Dikhta Jannat Ka Nazara Saa
What appears to be a sliver of paradiseپر موت کا گہوارہ ہے
Par Maut Ka Gehwara Hai
Is Shelter to Death Beneathدرد کی چادر میں لپٹے ہیں
Dard Ki Chadar Mein Lipte Hain
Imprisoned in a Cocoon of Griefخون کے اشکوں میں بہتے ہیں
Khoon Ke Ashkon Mein Behte Hain
Tears of our blood keeping us afloatراتوں کو جاگتے نہ سوتے ہیں
Raaton Ko Jaagte Na Sote Hain
Can’t sleep or stay awake at nightsکروٹوں میں ہی آہ بھرتے ہیں
Karwaton Mein Hi Aah Bharte Hain
Barely respiring between the tossing and turningمائوں کے آنچل کے کفن بنتے ہیں
Maa’on Ke Aanchal Ke Kafan Bante Hain
Graves fabricated of mothers Lapsبےبسی میں خود کو دفن کرتے ہیں
Be-Bassi Mein Khud Ko Dafan Karte Hain
The feeble enshroud themselves withinایوانِ انصاف میں قاتل بیٹھے ہیں
Aewaan e Insaaf Mein Qaatil Baithe Hain
Felons seated on the scales of justiceخوابوں کی تعبیروں سے درتے ہیں
Khwaabon Ki Tabeeron Se Darte Hain...
Petrified by the essence of our dreamsمٹ جائےگا دنیا سے
Mitt Jayega Ga Duniya Se...
You’ll perish from this world…ماضی کا کھیل ہے سارا یہ
Maazi Ka Khel Hai Saara Yeh
It is the Conspiracy of the pastہوا حال جو ہمارا ہے
Hua Haal Jo Hamara Hai
Is our present predicamentدکھتا جنت کا نظارہ سا
Dikhta Jannat Ka Nazara Saa
What appears to be a sliver of paradiseپر موت کا گہوارہ ہے
Par Maut Ka Gehwara Hai
Is shelter to death beneath
Follow Me