Naqaab
ShahRoz Sidiqi
“Naqaab” a song that ShahRoz wrote and composed to highlight the fact that the masses are either unaware of the fact that they are being played and exploited or have already been brainwashed into submitting to the agenda and conspiracy of the dark forces.
-
Naqaab - ShahRoz Sidiqi ShahRoz Sidiqi
Naqaab - ShahRoz Sidiqi
Naqaab - نقاب
اہل علم سے جو پوچھا کون ہے خراب؟
Ahl e Ilm Se Jo Poocha Kon Hai Kharaab?
When asked the people of knowledge, who is unchaste?کس کے بڑے ہیں گناہ اور کس کے ہیں ثواب؟
Kiske Bade Hain Gunah Aur Kiske Hain Sawaab?
Who dived in the depths of Sins and who sailed in the sea of goodness?نسلیں تباہ ہیں
Naslein Tabah Hain
Generations ravagedرب بھی خفا ہے
Rabb Bhi Khafa Hain
The Sovereign, deeply sullenآدم کی فطرت میں کیا لکھی وفا ہے؟
Aadam Ki Fitrat Mai Kya Likhi Wafa Hai?
Is Fidelity inked in the nature of Adam?کیا کہتی ہے کتاب؟
Kya Kehti Hai Kitaab?
What is etched in the book of god?پڑھتا نہیں دنیا میں کوئ کتاب
Padhta Nahin Dunya Mai Koi Kitaab
None has surveyed the book of the Divinityکہتا تو جسکو علم در اصل نقاب
Kehta Tu Jisko Ilm Dar-Asl Naqaab
What you avow to be true knowledge is in real, a tattered veilپہنا ہے مینے
Pehna Hai Maine
That I’ve clothed myself withپہنا ہے تونے
Pehna Hai Tu Ne
You have tooپہنا ہے دنیا نے کبسے یہ نقاب
Pehna Hai Dunya Ne Kabse Ye Naqaab
Also the world is swathed in this specious veilمجبور نفس کے آگے جھکتا ہے جناب
Majboor Nafs Ke Aage Jhukta Hai Janab
The feeble stoops before the deceptive selfمفلوج قلب ہے تیرا روح پے ہے عذاب
Maflooj Qalb Hai Tera Rooh Pe Hai Azaab
Eluding the lord eminently has palsied your heartراہ خدا میں
Raah e Khuda Mein
In the humble abode of The Omniscientملنی پناہ ہے
Milni Panah Hai
The fugitive would find its shelterدنیا حقیقت میں ہے اک سراب
Dunya Haqeeqat Mein Hai Ik Saraab
For this world is plagued by false semblanceاے ابن آدم کس سوچ میں تو پڑا ہے؟
Aye Ibn e Aadam Kis Soch Mein Tu Pada Hai?
O son of Adam, What are you cogitating over?اپنے وجود کی حقیقت سے تو جدا ہے
Apne Wajood Ki Haqeeqat Se Tu Juda Hai
You’re so oblivious to the reality of your existenceتیری تخلیق کی اس دنیا میں آخر کیا وجہ ہے؟
Teri Takhleeq Ki Iss Dunya Mein Aakhir Kya Waja Hai?
What is the purpose of your being in this world?اے ابن آدم کس کھوج میں پڑا ہے؟
Aye Ibn e Aadam Kis Khoj Mein Pada Hai?
O son of Adam, what are you looking for?سچ بولنے سے نہ بڑھتا رتبہ ابھ جناب
Sach Bolne Se Na Badhta Rutba Abh Janaab
Standing for truth, no longer puts you on a high pedestalمکار لوگوں کی دنیا ظالم بنے نواب
Makaar Lougon Ki Dunya Zaalim Bane Nawab
For this world is governed by tyrants, who now be the potentatesہر ایک ادارا
Har Ek Idara
Every institution, every organizationسازش کا مارا
Saazish Ka Maara
Replete with the nest of intrigueذہنی غلامی سے کر مجھے ازاد
Zehni Ghulami Se Kar Mujhay Azaad
Extricate me from the servitude of this putrid mind
Follow Me